Tarak mehta ka ulta chashma- sundar ki shaadi(part 3)

Aur nahi toh kya ? Ek toh tumhara bhai sabko chuna lagaake firta hai, dusra uska sirf naam sundar hai, lekin dikhne mai bilkul bhi khaas nahi hai. Upar se uske harkate, sabko tang karke rakha hai, jetha bolta hai. ab is ladki ko dekho

Yeh Ladki toh bahut beautiful hai, upar se itni nazuk aur patli bhi hai, acchi naukri bhi karti hai, sundar ko isne dekha hai kya ? Agar isne Sundar ki shakal dekhke mana kardia toh ? Jetha puchta hai

Arey shubh shubh boliye tappu ke bapu ! Daya bolti hai dheere se, sundar ka photo dekh ke hi, yeh ladki raazi hui hai. Aur mujhe bhi yeh ladki bahut pasand hai, Daya bolti hai. Ajeeb baat hai, is ladki ke aankhon mai kuch problem hai ya ? jetha sochta hai

Waise, babita isko training dene maan gayi hai, daya khush hoke bolti hai. Arey ab is bechari ladki se kya kya karaoge tum log ? jetha bolta hai. Nazuk aur Patli si toh hai ladki, kya woh sundar ka rakha hua shart jaanti hai shaadi ke liye ? Jetha puchta hai

Arey sundar ko kisi tarah mana lenge, daya bolti hai. Shaadi ho jaane dijiye. baadme khushboo ko babita, apni jaisi tagdi banaadegi, aur dekhna, woh bhi sundar ko Iyer bhai ki tarah kandhe mai uthalegi, Daya haske bolti hai

Sundar aur khushboo ab saath baithe hai, lagta hai sundar ko bhi ladki pasand hai, daya bolti hai khushi se. Hey Bhagwan, ab yeh phool jaisi ladki, sundar ko uthaayegi ? Kaisa Yeh langoor ke haath mai hoor aagaya hai, jetha dukhi hoke sochta hai

Arey tum dono kitne sharma rahe ho, Hamare saamne dikkat hai toh akele mai baat karlo na, babita bolti hai sundar aur khushboo se. Didi, aap haa kahe toh Hum dono baahar walk karke baat karenge, sundar bolta hai, khushboo bhi haa bolti hai.

Yeh Naalayak sundar akele mai kuch gadbad karke mera naam kharaab na karde, Jetha tension mai sochta hai

Sundar aur khushboo, Gokuldham society ke saamne waali park mai baat karke chal rahe hai.

Woh baat aisi hai, pehle mai bilkul shaadi ke liye tayyar nahi tha, Sundar bolta hai. Aur isiliye mai ek bahut ajeeb sa shart bhi rakha tha Didi se, shaadi ke liye, Sundar bolta hai

Lekin ab tujhe dekhne ke baad, mai shaadi ke liye bilkul tayyar hoon, sundar bolta hai. Mai Didi se bolunga ki mai yeh shart aise hi rakha tha, aur Khusboo jaisi ladki ke liye mujhe kuch nahi chahiye. Sundar haske bolta hai

Sach mai ? Khushboo sharmaake hasti hai. Kaisa shart rakhete aap, Kya woh itna ajeeb tha ? Mujhe bhi bolo na iske baare mai, Khushboo puchti hai.

Woh kya haina, meri Didi taaqat ke mamle mai bilkul tagdi hai, bachpan se wohi hum dono mai strongest thi, aur mujhe har tareeke se utha sakti hai asaani se. Aaj bhi, Sundar bolta hai

Arey haa, us din unke sasur ko bhi hamaare ghar ke saamne utha lia tha, maa bol rahi thi, khushboo kehti hai. Aapko bhi uthaleti woh ?… Arey haa, utna hi nahi, Daya didi, apne jiju jethalal ko bhi uthaa sakti hai ! Sundar bolta hai.

Arey waah jetha bhai kitna chubby chubby aur cute hai, Khusboo bolti hai, Daya didi unko uthaa lia, toh woh kitne cute dikhenge na ! Khusboo hasti hai

Jetha jiju aur cute ?… Accha rehne do. Toh maine yeh shart rakhi thi, ki mai wohi ladki se Shaadi karunga, joh Daya didi jitni tagdi ho, aur mujhe utha sake, Sundar bolta hai. Mujhe pura bharosa hai, ki didi jitna gazab taaqat waali, koi aur ladki nahi ho sakti

Sach mai ? Tum aise shart rakhe they kya ? Khusboo hasne lagti hai. Waise tum aise shart rakhke, bilkul dissappointed nahi rahoge, khushboo bolti hai. Kya matlab hai tumhara ? Sundar hairaani se puchta hai

Matlab mujhe bhi ladko ko uthaana bahut pasand hai ! khushboo bolti hai. Kya ? Sundar ko yakeen nahi aa raha ! Arey woh ladki hi kis kaam ki ? Agar woh ladko na uthaa sake. Mujhe toh kitni khushi ho rahi hai, ki tujhe ladki uthaaye, toh koi problem nahi hai. Khusboo bolti hai

Arey yeh toh pura maamla ulta pad gaya ! sundar sochta hai.

Meri ek request hai, maanoge na, Khusboo ab sharmaa ke puchti hai. Kya request hai ? Sundar puchta hai, thodi tension mai

kya mai tujhe abhi uthalu ? Khushboo sharam se puchti hai, aur sundar ke paas apni dono haath failaake aati hai

Abhi ? Yeh park ke beech mai ? Aur tum sach mai itna strong ho kya ? Sundar ghabraake puchta hai

Arey haa, ghar mai apne mummy, daddy aur didi ko bhi, jab mann kare, mai uthaaleti hoon. Woh bhi Bachpan se hi, khushboo sharam se bolti hai. Mai sochi thi, ki zindagi mai agar kisi aur ko uthaungi, toh woh mera pati hi hoga. khushboo apni kaale ghane baalo ko choti mai bandhke bolti hai

Waise tum toh halke hi dikhte ho, aur shaadi ke liye tum pasand bhi ho mujhe, toh tujhe uthaane ke liye mujhe bahut dil kar raha hai, khushboo bolti hai aur uski dupatta ko, apni patli qamar par bandhleti hai, aur badi badi aankhon se sundar ko ghoorte hue paas aati hai

Arey yeh toh mujhe uthaane ke liye, apni baal aur dupatta bhi bandhlia hai ! Upar se itni confident bhi hai, ab mai kya karu ? sundar tension Mai Sochta hai.

Please na.. Mujhe uthaane dona, badle mai jo chaho, maango, Khusboo bolti hai. Theek hai, sundar bolta hai aur apni dono haatho ko upar uthaata hai. Khusboo khush ho jati hai aur jhat se jhuk ke, sundar ko front lift mai uthaaleti hai !

Beech park mai khushboo jaisi patli ladki se uthavaake, sundar ko ajeeb lag raha hai, arey yaar yeh patli ladki toh didi jitna hi tagdi nikli ! Sundar sochta hai. sundar ko uthaake khushboo has rahi hain. Apne Didi ko chodke koi aur ladki tujhe uthaya hai kya ? Khushboo puchti hai, upar dekhke

Nahi, Sirf tum hi jo mujhe uthaya hai, sundar bolta hai, ab niche utaaro na mujhe. Abhi bhi sundar ko uthaayi khushboo hasne lagti hai, aur sundar ko uthaake hi, ek pair mai khadi ho jaati hai. He bhagwan ! Yeh ladki toh sach mai bahut tagdi hai, sundar sochta hai

Khushboo ab sundar ko neeche utaarti hai. Toh aur kaise kaise tareeke se uthaleti hai tujhe Daya didi ? Haatho mai ? Cradle style mai ? Mera toh woh favourite hai, khushboo bolti hai

Arey tum itni tagdi kaisi ho ? Sundar puchta hai shock mai.

Woh toh mai rahungi na, Mai judo karate ka black belt hoon. Khushboo bolti hai, aur mai dusro ko iska training bhi deti hoon Har subah. apna ek coaching center bhi hai, Khushboo haske bolti hai.

Hey bhagwan yeh karate kung-fu ki master hai ! sundar darr mai soch raha hai. Is se meri shaadi ho gayi toh har jhagde mai yeh mera pitaayi kardegi. Woh bhi patak patak ke!

Uncle… ball dekhke ! kuch ladke park mai chillate hai, is se pehle ki sundar aur khushboo kuch samajhe, ek leather ball zor se sundar ke sar mai lagta hai

Ghar mai sab Chai peeke baat kar rahe hai jab Daya ko khushboo se phone aati hai… kya ? Sundar ke sar pe chot lagi hai ? Kya woh behosh ho gaya hai ? Tappu ke pappa.. Jaldi aayiye ! Daya chillaati hai

Babita, Daya, Jetha, tappu sab ghar se baahar aate hai, Sundar thodi der behosh hone ke baad, waapis dheere dheere conscious hota hai, arey kya hua ? Aur mujhe hawa mai udne jaisa kyon mehsoos ho raha hai ? Sundar sochta hai

Woh notice karta hai ki woh park se ab gokuldham society mai hai. Arey mai yaha kaise aagaya ? Sundar ko tab shock hota hai jab usko realize hota hai ki khushboo usko kandhe mai uthaake chal rahi hai !

Arey tum kya kar rahi ho ? Mujhe aise bori ki tarah kandhe mai uthaake kya kar rahi ho ? Sundar puchta hai. Arey isko firemans carry bolte hai, rescue aur first aid ke time aise hi logo ko uthaake chalte hai, khushboo ab kaafi thaki hui hai, lekin usko uthaake chal rahi hai

Gokuldham ke sab nivaasi, sundar ko apne kandhe par uthaake, ek patli ladki chal raha dekh shock ho jaate hai. Kaun Hai Yeh ladki, itna bhaari aadmi ko uthaake yeh kaha jaa rahi hai ? Anjali puchti hai

Arey Yeh to Daya ka bhai sundar hai ! sab bolne lagte hai, Sundar jo abhi bhi khushboo ke kandhe ke upar latka hai, Ab puri tarah hosh mai hai. Hey bhagwan, yeh ladki kaunsi chakki ka aata khaati hai ? mujhe woh park se colony tak uthaake laayi hai !

Papa, meri karate teacher, Sundar uncle ko uthaake, hamare ghar ke pass aaye hai, golu bolta hai Dr Hathi ko. arey baba shayad usko chot aaya hoga, Dr Hathi sochte hai

Dr Hathi apna first aid box leke aate hai, Lekin Sundar jaise hatte gatte aadmi ko, Khushboo jaisi patli ladki ke kandhe mai, zakhmi pada dekhkar darr jata hai.

Hey bhagwan, yeh toh wahi karate teacher hai ! yeh toh pehle sirf ladko ki pitai karti, abtoh ladko ko uthaake unke ghar tak bhi aane lagi hai. Isko puchke hi sundar ka checkup karunga, warna iski maar, bahut zor se padegi, Hathi sochta hai

Madam aap yeh sundar ko pitai karke yaha shikayat karne toh nahi aaye ho na, usko kandhe mai uthaake ? Dr Hathi puchte hai. Arey bilkul nahi, mai hi unko madat ke liye uthaa ke layi hoon, khushboo bolti hai. Sab meri hi galti hai

Accha toh mai iska check up karu ? Dr Hathi puchte hai, Haa please keejiye, Khusboo ab almost ro rahi hai, aur sundar ko neeche utaarti hai.

Sundar !!!!.. Daya sabko dhakelkar Sundar ke paas aati hai aur tension mai khadi hai. Arey Zyada tension ki zaroorat nahi hai bhabhi, sundar ko zyada chot nahi padi hai, Dr hathi bolte hai. Woh jaldi theek ho jaayega

Daya bhabhi ko chain ki saans aati hai, chalo koi khatra nahi. Sundar chalo ab aaraam karo, tum kahi nahi jaaoge aaj, Daya bolti hai. Sundar ke paas aake, woh ek jhatke mai sundar ko apni qamar ke upar uthaaleti hai. Colony ke sab log shock ho jaate hai. Daya bhabhi sundar ko itni aasaani se uthalia !

Tappu ki maa, pure gokuldham ke logo ke saamne sundar ko uthaane ki kya zarurat thi ? Dr hathi bola hai na, usko zyada chot nahi aayi hai ? Jetha bolta hai.

Chup kar jetha, ek ladki apni bhai ko nahi toh aur kisko uthaayegi, musibat ke time mai, Jetha ke bapu bolte hai. Sorry papaji, aap theek bole, jetha bolta hai aur unke charan chuta hai

Daya ab sundar ko uthaake ghar jaane waali hai, jab babita bolti hai, arey Khushboo, tum toh bahut taaqat waali aur bahadur nikli ! Itni duur sundar ka pura wazan kandhe mai uthaake laayi. Waise yeh sab hua kaise ? Aao na andar.

Meri hi galti hai Babita didi, mai unko park le gayi aur inko woh leather ball sar pe pada, Khusboo dukhi hoke bolti hai. actually, yeh sab hone ke baad, mujhe jaan na hai ki, mai aap sab ko pasand hoon, ya nahi ? Khushboo puchti hai

Arey isme teri kya ghalti hai ? upar se tum apni taaqat se sundar ko uthaake laayi bhi ho, babita bolti hai. Sundar jo ab daya ke qamar ke upar baitha hai, sharmaake bolta hai. Didi mujhe khushboo pasand hai.

Arey waah ! yeh toh bahut accha hua, daya khush hoke bolti hai. Khushboo jab sundar ko apne kandhe mai uthaake gokuldham ke andar aayi, tab hi maine isko apni ghar ki bahu maan lia, Daya sundar ko abhi bhi uthaake hi bolti hai

Hey bhagwan, mujhe yakeen nahi ho raha, ki itni sundar and acchi ladki, jo sundar ko utha bhi sakti hai, itni asaani se mil gayi. Mai toh ab bhagwan ko special prasad chadhaungi ! Sundar ko Abhi bhi qamar mai uthaake, Daya bolti hai

Ab toh mai apne chote bhai ki shaadi ka tayyari start karungi. Sundar ko abhi bhi apni qamar mai uthaake hue Daya bolti hai, aur naachne lagti hai

Jetha bhaiyya aapki taraf se haa hai ? Babita puchti hai. Ab sabko ladki pasand aagayi hai, toh mera bhi haa hi hai, jetha bolta hai. Khushboo ki toh khushi ka thikaana hi nahi raha !

Thank you jetha bhaiyya, aap bahut cute ho, khushboo khushi se bolti hai, Khushi se paagal khushboo ab jethalal ko aage se front lift mai uthaaleti hai, jethalal aur colony waale sab shocked hai !

He Bhagwaan, ab toh ghar mai do do tagdi ladies aagayi hai, jethalal dukhi hoke sochta hai, Khusboo jetha ko front lift mai uthaake naach rahi hai, aur Idhar Daya, Sundar ko qamar mai uthaake naach rahi hai. Gokuldham ke sab log hasne lagte hai

The end..

rickishi
rickishi
I write stories of Fm lift and carry, FF lift and carry, Tall girls (no lifts), Bollywood lift and carry, Hindi Lift and carry (FM) and Biker girls . Please write in comments what kind of stories you prefer

More from author

2 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Related posts

Advertismentspot_img

Latest posts

One day at the mall 😱 – 1

A young man has a crush on his colleague, but realises one day that she is very strong, strong enough to even carry him comfortably. And it gets worse when his sister finds out about it

The Shield Maiden-5

The shield maidens prepare for the final assault along with surprise alllies, and a final twist in the end

Shield maiden 4

Zinah is now looking at the Shield maidens reacting to the rare portions in concern as their eyes are glowing, even their nerves are...
[tdn_block_newsletter_subscribe title_text="Want to stay up to date with the latest news? " description="V2UlMjB3b3VsZCUyMGxvdmUlMjB0byUyMGhlYXIlMjBmcm9tJTIweW91ISUyMFBsZWFzZSUyMGZpbGwlMjBpbiUyMHlvdXIlMjBkZXRhaWxzJTIwYW5kJTIwd2UlMjB3aWxsJTIwc3RheSUyMGluJTIwdG91Y2guJTIwSXQncyUyMHRoYXQlMjBzaW1wbGUh" input_placeholder="Email address" btn_text="Subscribe" tds_newsletter2-image="8" tds_newsletter2-image_bg_color="#c3ecff" tds_newsletter3-input_bar_display="row" tds_newsletter4-image="9" tds_newsletter4-image_bg_color="#fffbcf" tds_newsletter4-btn_bg_color="#f3b700" tds_newsletter4-check_accent="#f3b700" tds_newsletter5-tdicon="tdc-font-fa tdc-font-fa-envelope-o" tds_newsletter5-btn_bg_color="#000000" tds_newsletter5-btn_bg_color_hover="#4db2ec" tds_newsletter5-check_accent="#000000" tds_newsletter6-input_bar_display="row" tds_newsletter6-btn_bg_color="#da1414" tds_newsletter6-check_accent="#da1414" tds_newsletter7-image="10" tds_newsletter7-btn_bg_color="#1c69ad" tds_newsletter7-check_accent="#1c69ad" tds_newsletter7-f_title_font_size="20" tds_newsletter7-f_title_font_line_height="28px" tds_newsletter8-input_bar_display="row" tds_newsletter8-btn_bg_color="#00649e" tds_newsletter8-btn_bg_color_hover="#21709e" tds_newsletter8-check_accent="#00649e" embedded_form_code="JTNDIS0tJTIwQmVnaW4lMjBNYWlsQ2hpbXAlMjBTaWdudXAlMjBGb3JtJTIwLS0lM0UlMEElMEElM0Nmb3JtJTIwYWN0aW9uJTNEJTIyaHR0cHMlM0ElMkYlMkZ0YWdkaXYudXMxNi5saXN0LW1hbmFnZS5jb20lMkZzdWJzY3JpYmUlMkZwb3N0JTNGdSUzRDZlYmQzMWU5NGNjYzVhZGRkYmZhZGFhNTUlMjZhbXAlM0JpZCUzRGVkODQwMzZmNGMlMjIlMjBtZXRob2QlM0QlMjJwb3N0JTIyJTIwaWQlM0QlMjJtYy1lbWJlZGRlZC1zdWJzY3JpYmUtZm9ybSUyMiUyMG5hbWUlM0QlMjJtYy1lbWJlZGRlZC1zdWJzY3JpYmUtZm9ybSUyMiUyMGNsYXNzJTNEJTIydmFsaWRhdGUlMjIlMjB0YXJnZXQlM0QlMjJfYmxhbmslMjIlMjBub3ZhbGlkYXRlJTNFJTNDJTJGZm9ybSUzRSUwQSUwQSUzQyEtLUVuZCUyMG1jX2VtYmVkX3NpZ251cC0tJTNF" tds_newsletter="tds_newsletter1" tds_newsletter1-input_bar_display="" tds_newsletter1-input_border_size="0" tds_newsletter1-title_color="#172842" tds_newsletter1-description_color="#90a0af" tds_newsletter1-disclaimer_color="#90a0af" tds_newsletter1-disclaimer2_color="#90a0af" tds_newsletter1-input_text_color="#90a0af" tds_newsletter1-input_placeholder_color="#bcccd6" tds_newsletter1-input_bg_color="#ffffff" tds_newsletter1-input_border_color="rgba(255,255,255,0)" tds_newsletter1-input_border_color_active="rgba(255,255,255,0)" tds_newsletter1-f_title_font_family="394" tds_newsletter1-f_title_font_size="eyJhbGwiOiI0MiIsImxhbmRzY2FwZSI6IjM2IiwicG9ydHJhaXQiOiIzMCIsInBob25lIjoiMzAifQ==" tds_newsletter1-f_title_font_line_height="1.2" tds_newsletter1-f_title_font_spacing="-1" tds_newsletter1-f_descr_font_family="638" tds_newsletter1-f_descr_font_size="eyJhbGwiOiIxOCIsImxhbmRzY2FwZSI6IjE1IiwicG9ydHJhaXQiOiIxNCIsInBob25lIjoiMTQifQ==" tds_newsletter1-f_descr_font_line_height="1.6" tds_newsletter1-f_descr_font_weight="700" content_align_horizontal="content-horiz-center" tdc_css="eyJhbGwiOnsibWFyZ2luLXJpZ2h0IjoiYXV0byIsIm1hcmdpbi1ib3R0b20iOiIxMDAiLCJtYXJnaW4tbGVmdCI6ImF1dG8iLCJwYWRkaW5nLXRvcCI6IjkwIiwid2lkdGgiOiI0MCUiLCJkaXNwbGF5IjoiIn0sInBvcnRyYWl0Ijp7Im1hcmdpbi1ib3R0b20iOiI3MCIsInBhZGRpbmctdG9wIjoiNjAiLCJ3aWR0aCI6IjcwJSIsImRpc3BsYXkiOiIifSwicG9ydHJhaXRfbWF4X3dpZHRoIjoxMDE4LCJwb3J0cmFpdF9taW5fd2lkdGgiOjc2OCwicGhvbmUiOnsibWFyZ2luLWJvdHRvbSI6IjcwIiwicGFkZGluZy10b3AiOiI2MCIsIndpZHRoIjoiMTAwJSIsImRpc3BsYXkiOiIifSwicGhvbmVfbWF4X3dpZHRoIjo3NjcsImxhbmRzY2FwZSI6eyJtYXJnaW4tYm90dG9tIjoiOTAiLCJwYWRkaW5nLXRvcCI6IjgwIiwid2lkdGgiOiI2NSUiLCJkaXNwbGF5IjoiIn0sImxhbmRzY2FwZV9tYXhfd2lkdGgiOjExNDAsImxhbmRzY2FwZV9taW5fd2lkdGgiOjEwMTl9" tds_newsletter1-f_disclaimer_font_family="394" tds_newsletter1-f_disclaimer2_font_family="394" tds_newsletter1-f_input_font_family="394" tds_newsletter1-f_input_font_line_height="3" tds_newsletter1-f_input_font_size="eyJhbGwiOiIxNiIsInBvcnRyYWl0IjoiMTQiLCJwaG9uZSI6IjE0In0=" tds_newsletter1-f_btn_font_family="394" tds_newsletter1-f_btn_font_transform="uppercase" tds_newsletter1-f_btn_font_weight="700" tds_newsletter1-btn_bg_color="#e2687e" tds_newsletter1-btn_bg_color_hover="#172842" tds_newsletter1-f_input_font_weight="" tds_newsletter1-f_title_font_weight="800"]